Rishton ki suruwat @Sasural"
Hello Friends Few Days ago I Meet my School friend Tejaswini Khekale And we got in contact with each other. After talking with each other i come to know that she is very good writer and thinker she shared few topics with me and i am very impressed to listen her views . From lots of Topic i really feel that this Topic i need to share with you all .Because as my blog is based on Ladies and girls it is very important for all of us to discuss our life from "Beginning to End".IT IS THE TRUTH : EK MA SAAS BAN SAKTI HAI, PAR EK SAAS KABHI MAA NAHI BAN SAKTI......
THE REASON BEING BITTER : WHAT SHE FACED IN HER LIFE AS DAUGHTER, AS WIFE AND AS DAUGHTER IN LAW MAKES HER HEART SO SHRINKED, THAT IT CONVERTS IT INTO STONE AND SHE FORGETS THAT THE OTHER PERSON IS NOW GOING THROUGH THE SAME IN HER FORM..... SHE BECOMES WHAT SHE GOT FROM THOSE ROLES....
EK BETA HAMESHA APNE MAA BAAP KE SATH REHKAR UNKA HI REHTA HAI, PAR EK BETI APNE MAA BAAP KE SATH APNE PATI KE MAA BAAP KO BHI APNA BANAKAR UNKO KHUSH RAKHNE KI APNE TARIKE SE KOSHISH KARTI REHTI HAI......
AUR BADLE ME USKE AANSUON PAR BHI USE SHIKAYAT HI MILTI HAI.....
SHAK HI MILTA HAI....
EK LADKA APNE GHAR KE COMFORTS KO CHOD KE EK DIN BHI KISI SUR KE GHAR JAKE REHNE KI SOCH BHI NAHI SAKTA.... PAR EK LADKI APNE COMFORTS LIFETIME KE LIYE CHODKAR AATI HAI...... KYA USKE ITNE BADE TYAG KE LIYE PATI KA PYAR BHI NAHI MILNA CHAIYE?
KYU LADKE NAHI SAMAJH PAATE KI LADKI PAISE NAHI CHAHTI, WO BUS PATI KA PYAR, THODA WAQT, KUCH SUNAHARE PAL CHAHTI HAI....... PAR JAB YE SAB NAHI MILTE TAB LADKI CHEEZOM ME APNI KHUSHI DHUNDHTI HAI......
KADWA HAI PAR SACH HAI......
EK SAAS KO USKE BETE KI KHUSHI KI CHINTA HAI, AUR JO LADKI APNA SUKH CHODKE AATI HAI KYA USKA KOI HAK NAHI? KITNA ASANI SE KEH DIYA JATA HAI KI WO USKE BETE KO KHUSHI NAHI DETI, PAR YE KYU BHUL JATI HAI KI USKI KHUSHI KE LIYE HI LADKI APNE AAP KO BHUL KE UNKE GHAR ATI HAI.....
UNKO KESE TAKLIF DE SAKTI HAI? JAB WO APNE LOGON KE DARD KO SAMAJH SAKTI HAI TO DUSRON KA KAISE NAHI SAMJHEGI? JAB WO UNKE BETE KO KHUSH RAKHNE KE LIYE HI ATI HAI TO USKO DUKHI KARNE KA SOCH KESE SAKTI HAI?
AUR RAHI BAAT RISHTON KI, TO KABHI SAAS KE BHI MAA NE CHODA TABHI WO BETA UNKA HO PAYA NA.... JESE EK BETI KO APNA GHAR CHODNA HOTA HAI, MAA KO BHIU KUCH BAATEN SAMAJHNI CHAIYE KI BETA SIRF EK RISHTEY ME NAHI HAI,,, SHADI KE BAAD USKI JIMMEDARI LADKI KE PRATI (I MEAN USKE WIFE KE PRATI) BHI BANTI HAI..... TO AGAR WO USKA BHALA SOCHE TO USME APKA APMAAN THODI HAI....
SUCH SILLY THINGS NA? APNE AAP KO MATURED KEHLANE WALE LOG USKA MATLAB NAHI SAMAJTE....
MATURITY RISHTON KI CHOTI CHOTI BAATON KO SAMAJHNE ME HAI.... DUNIYA SE JYADA APNO KO MAHATVA DENA CHAIYE..... LOG KYA SOCHTE HAIN ISSE JYADA APNE KYA SOCHENGE ISKA VICHAR KARNA CHAIYE......
KYUKI LOG TO HAR TARAF SE BOLENGE.... HUM LAB TAK LOGO KE LIYE JHUTH KA JAAL BUNTE JAAYE? ITNA BHI NAHI SAMAJHTE HAIN KI LOG TO BAATE BANANE KE LIYE HOTE HAIN....
SO GIRLS, PLEASE UNDERSTAND THAT YOU HAVE TO GROW WISER, AND DON'T LET OTHERS FACE WHAT U HAD TO....
रोज़ जब आपका पैगाम आता है, साथ में अपने नया फलसफा लाता है, ज़िन्दगी से जब रूबरू हो रहे होते है तब रिश्तों के नए पहलु नज़रों के सामने ले आता है जिनसे उम्मीद रखते थे कभी, वो अपन ही भुलाते चले गए हमे, और जिनसे न थी उम्मीद कोई उनका रोज़ किश्तों में प्यार आता है .* a humble request to all readers :
whatever i say is not specific, but general.... it doesnt imply for all.... and i dont mean everybody is the way i project in my writings..... so dont conclude anything negative from it people..... i dont convey negativity, i just say about general notions which i feel if changed or understood can make difference in lives.....
No comments:
Post a Comment